Dil Ki Baat Kahin Lab Pe Na Aa Jaaye Lyrics - Teri Kasam
Dil ki baat kahin lab pe na aa jaaye
Hanste hanste ankh kahin na bhar aaye
Ho dil ki baat kahin lab pe na aa jaaye
Hanste hanste ankh kahin na bhar aaye
Yaad rahe yaad rahe kya
Dil ki baat kahin lab pe na aa jaaye
Hanste hanste ankh kahin na bhar aaye
Ho dil ki baat kahin lab pe na aa jaaye
Hanste hanste ankh kahin na bhar aaye
Chehre pe chehra laga lo
Apni soorat chhupa lo
Chehre pe chehra laga lo
Apni soorat chhupa lo
Kaise deewanon ko koyi samjhaye
Dil ki baat kahin lab pe na aa jaaye
Hanste hanste ankh kahin na bhar aaye
Yaad rahe yaad rahe kya
Dil ki baat kahin lab pe na aa jaaye
Hanste hanste ankh kahin na bhar aaye
Jab haal dil ka sunana
Yeh baat na bhool jaana
Jab haal dil ka sunana
Yeh baat na bhool jaana
Apne hain gham log paraye
Dil ki baat kahin lab pe na aa jaaye
Hanste hanste ankh kahin na bhar aaye
Yaad rahe yaad rahe kya
Dil ki baat kahin lab pe na aa jaaye
Hanste hanste ankh kahin na bhar aaye
Dil mein chubhe lakh kaante
Patjhad mein bhi phool baante
Dil mein chubhe lakh kaante
Patjhad mein bhi phool baante
Humne bahaaron ke hi geet gaaye
Dil ki baat kahin lab pe na aa jaaye
Hanste hanste ankh kahin na bhar aaye
Yaad rahe yaad rahe kya
Dil ki baat kahin lab pe na aa jaaye
Hanste hanste ankh kahin na bhar aaye
Ho dil ki baat kahin lab pe na aa jaaye
Hanste hanste ankh kahin na bhar aaye
https://www.lyricsoff.com/songs/dil-ki-baat-kahin-lab-pe-na-aa-jaay...
You need to be a member of On Feet Nation to add comments!
Join On Feet Nation